Bina Software Use Kiye Bootavle Pendrive kaise Banaye

How To Make Bootavle Pendrive Without Any Software.
How To Make Bootavle Pendrive Using Command
 Bina Software Use Kiye Bootavle Pendrive kaise Banaye.



Iske Liye Apko Chahiye Ek Pendrive 4 To 8 Gb.. Par 8gb Pendrive Hone Se Behtar Hai.
Ab Me Apko bata Raha Hoo Us Pendrive Ko Bootavle banana Kaise hai.

1.App Apni Pendrive ko Computer Pe Lagaye.Ab App start menu Me jakar search karne ki jagah me cmd type Kijiye.
ya Phir Key Board Ke Jariye keyboard ke windows+R Button Ko Dabayiye.

2.Yaha Likhe "cmd" likhkar Keyboard Ke Enter Button Dabaye.
Yaha Apko Ek black Colour window dikhayi dega

3.Yaha Likhe 


"List Disk" Computer Par Active Disk Dekhne Ke Liye.
Yaha Disk O Apke Hard Drive Aur Disk 1 Apke Pendrive






4.Type Kare Select Disk1 Aur Enter Kare.
5.Type Clean Aur Enter Kare.
6. Type Kare Create Partition Primary Aur Enter Kare.
7.Select partition 1 Aur Enter Kare.
8. Type Active Aur Enter Kare
9. Type Kare Format fs=ntfs quick aur enter kare.
10.type exit aur enter kare.

Ab Apke Pendrive Bootavle Ban gaya hai.
Aap Pendrive Ko Open Karke Us Me Window7 Ya Koi Bhi Computer Operating Copy Karke Pendrive Pe Past Karde...

Comments

Popular posts from this blog

Youtube Par Channel kaise Banaye / Youtube Channel Kaise Create Kare

Youtube Videos ko Monetize Aur Adsense Se kaise Jhudhe

Youtube Par Apne Blog Ya Website Ke Link Kaise Add Kare