Youtube Par Apne Blog Ya Website Ke Link Kaise Add Kare


Youtube Par Apne Blog Ya Website Ke Link Kaise Add Kare

Kiya Apne Apni Website Ke Link Youtube Channel Me Diya hai..?
Agar Nahi Diya Tho Ayiye Jante hai youtube channel par website ya blog ke link kaise dhali jate hai/ya kaise add kiya jata hai.

Agar app ke youtube aur website dono hai tho website ko youtube se link kijiye. ye bahut acha idea hai website ko promote karne ka. isse apki website ki search ranking bhi improve hoti hai aur saath me aap apne youtube video me apni site ki posts ko promote bhi kar sakte ho.

Tho Chaliye dekhte hai apne blog ya website ki link ko youtube par kaise dhali jate hai /ya kaise add kiya jata hai.


Link Website Or Blog With Youtube Channel




Sabse pehle app apni youtube ki account ko login kare.
2.Login karne ke baad Advance Settings Open Kare.
3.Advance Settings Me Associated Website option par apni website address Enter kar add kare.



4.Website ya blog link likh kar add karne ke baad verify karna hoga,verify karne ke liye Verify par click kare.



5.Ab Apko Verify Karne Ke Liye 2 Method Dikhayi Dega.

  • Recommended Method
  • Alternate Method





Asani Se verify karne ke liye Alternate Method Select kare. Woha Html Tag Code Dekhayi Wo Code Ko Copy karke Apne Website HTML me jakar <Head> Ke Niche Add Kareke HTML Ko Save Karna Hoga.




Ab Ap Apne Browser Ke Youtube Page Ko refresh kare.
Ab Ap Sucess ka text dekh sakte ho. iska matlab apka website ya blog ke link successfully add ho gaya hai.

Koi Bhi Sawal ho tho Apploug muje comment me puch sakte ho.
Aur agar mere post se apko benifit mile ho tho please mere post ko apne friends ko share kijiyega.
Thanks

Comments

  1. You have a real talent for writing unique content. I like how you think and the way you express your views in this article. I am impressed by your writing style a lot. Thanks for making my experience more beautiful. buy youtube likes

    ReplyDelete

Post a Comment

Popular posts from this blog

Youtube Par Channel kaise Banaye / Youtube Channel Kaise Create Kare

Youtube Videos ko Monetize Aur Adsense Se kaise Jhudhe