Youtube Par Channel kaise Banaye / Youtube Channel Kaise Create Kare



Youtube Channel Banakar Paise Kamana Chahte Ho.
Tho Ayiye Jante Hai Iske Liye Sabse Pehle Kiya Karna Hoga.
Apko Sabse Pehle Youtube Par Channel Create Karna Hoga.



Pure World Me Bahut He Popular Search Engine Hai Youtube ,
Daily Crore O Visitor Visit Karte hai.
Crore O Videos Upload Kiya Jata Hai Aur Share Kiya Jata Hai Rojana.

Youtube Ka Use Jyadatar Loug Sirf Video Surfing Ke Liye Karte Hai.
Kuch Loug Apne Video Upload Karne Ke Liye Karte Hai.
Kuch Loug Apne Knoledge Ko Video Ke Jariye Dusrou Thak Share Karte hai.
Aur Kuch Paise Kamane Ke Liye Youtube Use Karte hai..
Isi Tarha Youtube Community Par Har Tarah Ke Loug Rehte hai.


                    Kiya Hota hai Youtube Channel

Youtube Channel Karne Ke Liye Ap Apni Gmail Id Se Channel Kar Sakte Ho.
Aur Youtube Se Paise Kamana Ho Tho Apne Khud Ke Banaye Huye Video Apne Channel Par Upload Karna Hoga.


Agar Ap Professional Youtuber Bankar Paise Kamana Chahte Ho Tho Iske Liye Ek Unique Naam Ke Channel Banana Hoga.
Aur Uspar Content Topics Ke Mutabik Video Banakar Upload Karna Hoga.

Channel Banane Ke Liye ::

1.youtube.com Par Jakar Apni Gmail Id Se Login Kare.
Uske Baad Right Side Par Sabse Upar Apne Profile Icon Par Click Kare.
Woha Apko Youtube Setting Dikhayi Dega Uspar Click Kare .







2.Youtube Settings Me Ap Create Channel Link Dekh Sakte Ho.
Bas Uspar Click Kare. Ya Phir See All My Channel Or Create  New Channel Par Click Kare.


3 Create A New Channel Par Click Kare. Click Karne Ke Baad
New Pop Up Window Pe Ek Page Open Hoga Usko Fillup Kare.

4. Next Screen Par Ap Apne Channel Ke Naam Likhe Aur Click Kare.



Ab Apka Channel Create Ho Gaya Hai. Ab App Channel Me Logo Aur Channel Art Laga Sakte Ho.

1. Channel Ka Logo Aur Channel Art Lagane Ke Liye .


1.Channel Logo add Karne Ke Liye Blue Colour Ki Logo Par Click Kare Woha Click Karte He Ek       Pop Up Windo Dikhayi Dega.
  Uspar Channel Logo Upload Kar Sakte Ho. Jiske Saat Saat Apke Brand Channel Ke Google Plus    Page Bhi Ban Jayega..
2.Channel Art Add Karne Ke Liye Add Channel Art Par Click kare.
  woha 2250x1152 Size Ke Image Channel Art Me Use Kar Sakte Ho.
3.Channel Description: Description Me App Apne Channel Ke Bare Description Dene Ke Liye    Description Par Click Kare.

2. Ab Aap Apna Youtube Account Ko Verify Kare.

Ab Aap Apne Youtube Channel Par 15 Miniute Se Jyada Bada Video Upload Karne Ke Liye
Aur Adsense Enable Karne Ke Liye Apko APna Youtube Account Ko Verify Karna Hoga
Account Verify Karne Ke Baad Aap Apna Channel Ke Features Ennable Kar Sakte Ho.

3. Youtube Channel Ke Advance Settings.

Ab Apne Channel Ke Advance Settings Karna Hoga.
Channel Ke Home Page Par Right Side Par Settings Icon Par Click kare.
Jaise Upar Ke First Step Par Dikhayi Gaya Hai.

Ab Pop Up Window Par Open Huwe Page Ke Advance Settings Par Click Kare.
Aur Yaha Kuch Settings Change Or Add Kare.


  • Status And Features:: Yaha Apko Apne Account Ko Verify Karna Hoga.

Verify Tab Par Click Karke Ap Apne Mobile Number Enter Kare Call Ya SMS
Ke jariye Apne Account Ko Verify Kare.

  • Upload Deafault::-Upload Default Option Se Ap Apne Videos Me Default Settings Kar Sakte Ho.Jaise Title,Category,Privacy,Tags.
  • Featured Content::-Is Option Me Ap Apne Channel Ke Most Popular Video "Feature Content" Me Add Kar Sakte Ho.Second Channel Ke Liye Apne Koi Add Banayi Ho Tho Use Ap Select Channel Add Me Add Karke Second Channel ke Viewers Badha Sakte Ho.
  • Branding::-Apne Upload Kiye Huwe Har Video Par Brand Logo Lagana hai Tho ap is is option ko use kar sakte ho. "Add Water Mark" Par Click kareke Apne Channel Ke Liye Banaye huwe Logo ko Upload Karde. Ab App Ke Upload Kiye Huwe har Video par Apke Brand Logo Dikhayega.


  • Advanced::-Is option ke jariye App Apne Country Add kar Sakte Ho,Channel keyword Add Kar Sakte ho, Aur Google Analytics ke Saath Apne Channel ke Link Add Kar Sakte ho.

4.Youtube Analytics Apne Channel ke Report Dekhe

Youtube Par Apne Khud Ke Channel Ke Full Report Dekh Sakte Ho.
By Default Analytics Tool Ki Madad Se Ap Video Views,Likes,Dislikes,Visitor Locations,Popular videos,Real time Traffic Sab kuch Details me Ap Dekh Sakte Ho.

5.Video Manager Me Video Ko Editing Kare


Youtub Apko Built In Powerfull Video Editor De Raha hai Jisse Apko Video Editing karne ke Liye Kisi Software par Depand kake wait karna Nahi Padhta.


App Channel Par Video Manager par click karke Apne Video Ko Edit Kar Sakte Ho.

Example:- 

  1. Video ko Blur karna.
  2. Videos par Subscribe Button Add karna.
  3. Videos me Sound Add Karna.

  4. Videos Me Effects Add karna.
  5. Isi Tarha Bahut Sare Function App Yaha use kar Sakte Ho.


Conclusion 

Youtube Ek Aisa Plateform haiJaha Par Har koi Apne Video upload karke Popular ban Sakte Hai ya phir har koi Video Banakar upload Karke paisa kama Sakte Hai.Par Itna yaad Rahe 
Video Dekhne layek ho Aur Video Apne Khud ke Banaye Huwe Ho.
Dusrou ke Copy Kiye Huwe Na ho. Agar Apke pass Aisa Koi Behtar Idea Hai dusrou ke needs hai tho aise video banakar upload karke app bhi paise kamna Sakte Ho




Comments

Popular posts from this blog

Youtube Videos ko Monetize Aur Adsense Se kaise Jhudhe

Youtube Par Apne Blog Ya Website Ke Link Kaise Add Kare